Home Top Ad

Free me Blog kaise banye Blog bnakar rupaye kaise kamaye

Share:
Work From Home iske bare me aapne jrur suna hi hoga yani ghr par baith kar rupaye kamana
aaj ke jamane ka sbse tranding topic hai ye
work from home ka sbse best tarika hai Blog

aap blog bna kar bhut rupaye kma skte ho
par bhut log sochte hai ki blog banane me bhut se rupaye lagte hai
aaj main aapko batauga ki bilkul free me blog kaise banaye aur usse rupaye kaise kamaye


Free me Blog kaise bnaye

Bloger Bhaijaan


Free me blog aap bhut se plateform par bna skte ho par sbse bdiya platform Blogger hai

yh Google ka ek product hai jo ki bilkul free hai

Blogger par aapko free me hosting, unlimited space, free me high security aur sath me ek subdomain bhi milega
isliye main free me blog banana ke liye Blogger ko hi recommend hi karta hu

aap shayad ye soch rhe honge ki fir paid blog kya hote hai matlb blog banane rupaye kha lagte hai

agr aap kisi aur platform par blog banaoge to aapko uske liye hosting leni hogi ssl seurity leni hogi aur domain name bhi lena hoga aur in sbko har saal renew karwana hota hai

chlo ab Blogger par blog banate hai

blogger ek google ka hi product hai to aapko is par sign up karne ke liye ek google account chahiye bs
blogger par jao wha aapko milega create your blog ya fir sign in us par click kar do
wha aapko apni gmail likhi hai aur password

fir aapke samne ek tab aayegi jiska title hoga create a new blog
jaisa image me nja aa rha hai

phle box me aapko apne blog ka title likhna hoga i hope phle aapne soch rkha hoga ki blog ka naam

uske niche aapko apne blog ka subdomain likhna hai yha par bhut se log confuse hote hai
aapko sirf apne blog ka domain likhna hai uske piche .blogspot.com apne aap lag jayega ahr na lge to lga dena

fir niche aapko apne blog ke liye themplate select karna hai
ek baar aap kuch bhi select kar lena kyuki ye template jyada bdiya nhi hote aapko baad me bahar se koi teamplate upload karna hoga

ab aap sirf Create Blog button par click kar do

ab aapka bog bn gya hai aur aapke samne ek page njar aayega jo jyada khali hoga
is page par kya karna hai ye main aapko baad me batauga

ab aapke blog ke piche ek subdomain .blogspot.com lga rahega ye tab jayega jab aap koi third party domain le loge
.com .in ya .net domain lene ke rupaye lagte hai par jyada nhi par me aapko free me domain lekar batauga

No comments